******************
Anybody can love a rose,
but it takes a great deal to love a leaf.
Don't love sum one who is beautiful,
but love the one who can make Ur life beautiful.******************
- Meri laghzishen na gina karo
- Meri ghaltiyan na chuna karo
- Yeh qadam qadam ki hudood kia
- Mere sath sath chala karo
- Main khule mizaj ka shakhs hun
- Main takkallufat se mawara
- Yeh jo meherbani ka lafz hay
- Isay tum na mujh se kaha karo
- Kahin tum na hojao besukoon
- Koi bad dua na tumhain lage
- Yeh jo khoay khoay se log hain
- Inhain dekh ke na hansa karo
- Yeh dua hay Rabb e karim se
- Teri tazgi ko khizan na ho
- Yeh bahar tujh se jala kare
- Sada muskurate raha karo...
دل کی چوکھٹ پہ جو اک دیپ جلا رکھا ہے
تیرے لوٹ آنے کا امکان سجا رکھا ہے
سانس تک بھی نہیں لیتے ہیں تجھے سوچتے وقت
ہم نے اس کام کو بھی کل پہ اُٹھا رکھا ہے
روٹھ جاتے ہو تو کچھ اور حسیں لگتے ہو
ہم نے یہ سوچ کے ہی تم کو خفا رکھا ہے
تم جِسے روٹھا ہوا چھوڑ گئے تھے اک دن
ہم نے اس شام کو سینے سے لگا رکھا ہے
چین لینے نہیں دیتے کسی طور مجھے
تیری یادوں نے جو طوفان اٹھا رکھا ہے
جانے والے نے کہا تھا کہ وہ لوٹے گا ضرور
اک اسی آس پہ دروازہ کھلا رکھا ہے
تیرے جانے سے جو اک دھول اُٹھی تھی غم کی
ہم نے اس دھول کو آنکھوں میں بسا رکھا ہے
مجھ کو کل شام سے وہ یاد بہت آنے لگا
دل نے مدت سے جو اک شخص بُھلا رکھا ہے
آخری بار جو آیا تھا میرے نام وصی
میں نے اُس خط کو کلیجے سے لگا رکھا ہے
Dil jalaane kii baat karate ho
Aashiyaane kii baat karate ho
Ham ko apanii Khabar nahii.n yaaro.n
Tum zamaane kii baat karate ho
Saarii duniyaa ke Ranj-o-Gam de kar
Muskuraane kii baat karate ho
Zikr meraa sunaa to chi.rr ke kahaa
Kis diivaane kii baat karate ho
Haadasaa thaa guzar gayaa hogaa
Kisake jaane kii baat karate ho
ISHQ KA AZAL SE YAHI DASTOOR HAI SAGHIR....YE JIS KO JAN LETA HAI,PHIR USKI JAAN LETA HAI....
TOOT JAYEN TO MUKAMMAL NAHI HONAY DETI..
JANAY IS NEEND KO KHUWABON SE ADAWAT KIUN HAI..
Suno…!♥♥Mujhey ma’loom hey asaan lagta hey
tumheiN raaheiN badal lena
koi bhi moR muR jaana
kisi manzil ko tohkar maar kar waapis chaley aana
ya manzil ko faqat ik junbish-e-lab sey
buhat nazdeek le aana
mujhey maloom hey
buhat asaan hey tum ko palat jaana
merii tum be-bassi dekho
mujhey tum sey mohabbat k siwaa kuch nahi aata
magar iss meiN bhi kab koi qareena seekh paai meiN
ye dekho aankh rona chahti hey
phir bhi banjar hey
ye dekho haath kitney sard hein merey
ye dekho dil ki dharkan kis tarah
tarteeb khoh kar doobney ko hey
ye dekho mera aanchal haathoN sey phissal kar urr geya kab sey
ye dekho saans ki dorri bhi mujhsey chuhtney ko hey
merey ehsaas ka resham ulajh kar tootney ko hey
mujhey tou ye hunar bilkul nahi aata
k kaesey apney zakhmoN ko chuhpaatey heiN
ya kaesi roothttei saansoN ka daaman
thaam kar waapis bulaatey heiN
buhat be-khaawab aur weeran mosam meiN
khafa neendoN ko kya kah kar manaatey heiN
mujhey ye hunar bilkul nahi aata
k kaesey apney mar jaaney pe nohey aap kartey heiN
yaa apney hi galey lag kar dilaasa kaesey bantey heiN
phir apni hi laash ko kaesey
kisi paayaab dariya
ya kisi adh-bujhi taaza chitaa meiN jhohnk detey heiN
ya phir aakaash ke neechey khula hi chohr detey heiN
mujhey tou ye hunar bilkul nahi aata
ke kaesey zard mousam meiN
kisi bhi sard aur be-dard mousam meiN
khushi ka aik bhi Ghuncha
bhala kaesey khilaatey heiN
ya kaesey aadhey rastey sey gharoN ko louT jaatey heiN
mujhey bilkul nahi aata
mujhey tum sey mohabbat ke siwa
( magar wuh bhi kahaaN aai )
koi hunar bilkul nahi aata..!!~~♥♥

Suno…!♥♥
Mujhey ma’loom hey asaan lagta hey

Mujhe Har Pal Tumhari
Yaad Aati Hai,
Kabhi Saanso K
Chalne Pe,Kabhi Dil K
Machalnay Pe,
Kabhi Barish
Barasnay Pe,
Kabhi Aankhen
Chalakne Pe,
Kabhi Chanda
Nikal Pe,
Kabhi Suraj K
Dhalne Pe,
Kabhi Shab K
Andheron Me,
Kabhi Din K
Sawairon Me,
Kabhi Logo K
Melay Me,
Kabhi Tanha
Akele Me,
Tumhari,
Bus Tumhari Yaad
Aati Hai…
Suno!!
Mujhe Har Pal Tumhari
yaad atii hai........
No comments:
Post a Comment